I wrote this bhajan on way coming for Abhijit's bhajan sandhya, and he graced and sang as an opening bhajan of the night. Took with him and said he was going to add to his next album.

 

SHIRDI PAWAN PAVITRA DHAAM HAI SHIRDI PAWAN BHOOMI,

YAHAN BAAR BAAR AANAA (repeat twice)

SAI BABA KA MANDIR HAI (repeat twice)

UNKA MASJID BHI HAI (repeat twice)

AAKAR KE YAHAN TUM , VANDAN EBAABAD KARANAA (repeat twice)

HAI SHIRDI PAWAN BHOOMI YAHAN BAAR BAAR AANAA

MERE BABA KI SAMADHI HAI , BADI ADABHOOT JAAGRUT HAI (repeat twice)

AAKAAR SAMADHI PAR, APNAA SHISH JHUKA DENA (repeat twice)

HAI SHIRDI PAWAN BHOOMI YAHAN BAAR BAAR AANA.

EK BAAR JO AAAOGE BAAR BAAR AANAA CHAAHOGE (repeat twice)

Ek HI SPARSH KARANE PAR, BABA KA DARSHAN PAAAOGE.(repeat twice)

MAHIMA SAINATH KI BHI TUM AVASHYA SAMAJHOGE.

AISI HAI PAWAN YEH BHOOMI TUM BAAR BAAR AANA CHAAHOGE.

HAI SHIRDI PAWAN BHOOMI, YAHAN BAAR BAAR AANAA.

SADGURU SAINATH KE CHARANON MEN APNA SHISH JHUKA DENA (repeat twice)

MERE BABA KE CHARON MEN MIRA SADA BASATI RAHE

MERE HRUDAY MERE BABA SADA RAHANAA.